Har Din MahaShivPuran

Shivji ki 5 Divya Karya : Creation se Kripa tak

Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran Season 1 Episode 8

Drop us a message, apni baat humse keh dijiye

Iss bonus episode mein hum Shivji ke divya karyon ko samjhenge —
srishti (utpatti), sthiti (paalan), samhar (vilay), tirobhav (chhupana), aur anugrah (kripa).

Samjhenge kaise bilva patra in teen pehli kriyaon ka pratik hai, tirobhav kyon sabse rahasyamayi hai, aur anugrah kaise Guru roop mein hamaari har din, har pal ko jaagruk karta hai.

Yeh sirf brahmand ka gyaan nahi, balki hamaari roz ki zindagi ka nitya nritya hai.
Shivji ki leela hum mein hai, humare aas-paas hai, aur humare liye hai.

🪔 Har Din MahaShivPuran — kabhi leela, kabhi sawaal… aur har din ek naya samarpan Shivji ke charno mein.

Har Din MahaShivPuran — iss pracheen granth ko aaj ke jeevan se saath jodne ka prayas. A personal journey through our book - A Modern Seeker's MahaShivPuran

📖 Read the book: www.mahashivpuran.com

🌐 Explore more: www.ardaas.life

📲 Join the sangat: Instagram @maha.shiv.puran
| @ardaas.life

🌿 Om Namah Shivāya, Shivji Sadā Sahāy. Om Namah Shivāya, Guruji Sadā Sahāy.